Saturday, April 23, 2011

jagty soty ummidey

जिंदगी मे बहुत सारी उम्मीद, खुशी, गम , और बहुत कुछ  ना जाने क्या क्या आते जाते रहते है  पर हर कोई एक नई उम्मीद के साथ जीता है  शायद इसी का नाम जिंदगी है तो जियो मेरे यार जी भर के जिओ फिर बडे शब्दों  के साथ आप के साथ ! जल्द आ रहा हु.  आपका जो हु ------------------------------------------------------
\

Tuesday, April 12, 2011

HAM BHI KHADEY HAI RAH MAI

KYA KAHEY KI---
(1) HAM BHI KHADEY HAI RAH MEY EK NAZAR TO DEKH LEY,
MELTEY RAHEY HAI UMRA BHAR DUNIYA KI RAH MAI,
AB BHOL GAYE HAMSAFAR JAB MANZIL MILI TERI,
MAUKA MILA TO FIR KAHI HOGI YE MULAKAT,
TAB MAI KAHUGA JAREY TUJHEY JANTA NAHI.............................
(2) FIKRA HOTI HAI KI LOG BHULA DETEY HAI ,
NAM TAK KO BHI SAB DIL SEY MITA DETEY HAI,
CHAH JINKI THI ARJOO BANA KEY DONDA,
WO MILA TO BADI DOOR THI MANZIL USKI..........
(3) SAB TARAF DEKHA KAHI WO NAZAR NAHI AYE,
BADA SAFAR THA YAKI THA KI MULAKAT HOGI,
MILEY JAROOR PAR SATH HAM CHAL NA SAKEY,
UNKI MANZIL KOI AUR THI MERI RAH KOI AUR THA!

Tuesday, April 5, 2011

kisi ney samjha hi nahi

waqt bitta ja raha hai sab apna matlab nikalney mai lagey hai dekho duniya kitne tej chl rahi hai sab ka kuch na kuch matlab hai is duniya mai tabhi ji rahey hai ab to bey matlab jina bhi nahi chahta koi dekha har gaey kar li khud ko khus yani khudkhusi dost sey bhar gaya ji tod le dosti yahi duniys pata na kitna din chalega aisa kya sachmuch 2012 mey sab samapt ho jayega ya bachega kuch to phir yahi chhal kapat bemani makkari bewfai ya fir satyug aayega dekhtey hai..................... agey......agey hota hai kya kyo ham to rahegey na is liyey ki jo pap tha sab dhul chuka hai ab atma jo hai wo swachh hai aur swachh atma ka hi niwas hona chahiye is dharti par sab kuchh to dekha bantey bigadtey hastey rotey hartey jitatey ab kya baki hai ye bhi mai janta hu bad mai batauga abhi busy hu na ......